You are on page 1of 2

HIJRI CALENDAR PAR EK NAZAR – TAREEQ AUR

AHMIYAT

 ISLAAMI SUN KO SUN HIJRI KEHTAY HAI

 JIS DIN HUZOOR SAWS AUR HAZRAT ABU BAKR (R.A) NAY MAKKA SAY
MADINA KI TARAF HIJRAT KI US DIN SAY SUN HIJRI SHURU HUYI

 ISLAMI MAHINAY 12 HAI


QURAAN KI AYAT KA TAJUMA
‘ YAQEENAN SAAL BHAR MEIN MAHINO KI TAYDAAD ALLAAH KAY NAZDEEK 12
HAI’

 ISLAMIC CALENDER MUHARRAMUL HARAAM SAY SHURU HOTA HAI

 HAR ISLAMI MAHINA NAAY CHAAND SAY SHURU HOTA HAI

 ISLAMI HAFTA (WEEK) JUMA SAY SHURU HOTA HAI

 PAHLA ISLAMI CALENDER HAZRAT E UMAR BIN KHATTAAB (R.A) NAY


TARTEEB DIYA THA

 KHAT AUR KITABAT MEIN PAHLAY ISLAMI TAREEQ PHIR ENGLISH TAREEQ
LIKHNAY KO RIWAAJ DAY – YEH ISLAMI TAHZEEB KA HISSA HAI – USPAR AMAL
KARNA MEIN SAWAAB HAI

 BAAZ ULEMA KI RAI HAI KAY ISLAMI CALENDER KAY RIWAAJ KO BAQI RAKHNA
UMMAT KAY TAMAAM AFRAAD KI ZIMMAYDAARI HAI

 NAYA CHAND DEKHNAY PAR YEH DUA PADHEIN


‘ALLAAHU AKBAR – ALLAAHUMMA A-HIL LAHOO ALAINAA BIL AMNI WAL
EMAANI WAS SALAAMATI WAL ISLAAMI WAT TAUFEEQI LIMAA TUHIB BU WA
TARZAA RABBUNAA WA RABBU KAL LAAH ‘ ( TIRMIZI )

 HIJRI KA YEH 1432 WALA SAAL HAI AUR ISKAY MUTABIQ ENGLISH SAAL 2011
HUA (AUR ISI TARAH 1433 – 2012,1434 – 2013, 1435 – 2014……..)

 RAMAZANUL MUBARAK KAY MAHINAY MEIN ROZAY FARZ HAI

 SHAWWAAL UL MUKKARRAM KI PAHLI TAREEQ KO EID UL FITR HOTI HAI

 ZIL HIJJA KAY MAHINAY MEIN HAJJ HOTA HAI

 ISLAMIC CALENDER ZIL HIJJA SAY KHATAM HOTA HAI

http://www.scribd.com/akhilism/shelf

You might also like